My pics
Ankh se lahu na bahaya kr..
Page 1 of 1
Ankh se lahu na bahaya kr..
ankh se lahu na bahaya kr
ay dil usy kabhi to bhool jaya kr
dekhna woh ek din tuhe chor jaye ga
na tu usy itna sataya kr
itna Aitebar bhi acha nahi hota
usy hr ek baat na bataya kr
Shiddat e gham se sena phat jaye ga
ankh se kuch ansu bahaya kr
uss jaisa tujhy kahin mil nahi sackta
hazaar bar rothy hazar bar manaya kr
yahan muddat baad koi sukh milta hai
hath Aaye khushi yunh na ganvaya kr
ay dil usy kabhi to bhool jaya kr
dekhna woh ek din tuhe chor jaye ga
na tu usy itna sataya kr
itna Aitebar bhi acha nahi hota
usy hr ek baat na bataya kr
Shiddat e gham se sena phat jaye ga
ankh se kuch ansu bahaya kr
uss jaisa tujhy kahin mil nahi sackta
hazaar bar rothy hazar bar manaya kr
yahan muddat baad koi sukh milta hai
hath Aaye khushi yunh na ganvaya kr
Alone Lover- Member
- Posts : 40
Join date : 2011-09-23
Age : 33
Location : Pakistan
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|