My pics
Main sun k uski sub batain
2 posters
Page 1 of 1
Main sun k uski sub batain
Main sun k uski sub batain,
Faqat itna hi kehta tha,
Khafa hona mana laina,
Yeh sadiyon say riwayat hay,
Gilay shikway karo mujh say,
Tumhain janan ijazat hay,
Magar ik baat meri bhi,
Tum yaad rakh laina,
Kabhi aisa bhi hota hay,
Hawa’ain rukh badalti hain,
Khata’ain ho hi jati hain,
Khafa hona bhi mumkin hay,
Khata hona bhi mumkin hay,
Hamaisha yaad rakhna tum,
Ta’aluq toot janay say,
Kabhi toota nahin kertay…!
Faqat itna hi kehta tha,
Khafa hona mana laina,
Yeh sadiyon say riwayat hay,
Gilay shikway karo mujh say,
Tumhain janan ijazat hay,
Magar ik baat meri bhi,
Tum yaad rakh laina,
Kabhi aisa bhi hota hay,
Hawa’ain rukh badalti hain,
Khata’ain ho hi jati hain,
Khafa hona bhi mumkin hay,
Khata hona bhi mumkin hay,
Hamaisha yaad rakhna tum,
Ta’aluq toot janay say,
Kabhi toota nahin kertay…!
Miss innocent Angel plz samjho shairy then buhat acha lagay ga
Similar topics
» Main agya.........................................................................
» Tujhe Main Pyar Karoon
» •-Dard ki har ik hadd se ab guzar gayi hon main-•
» Tujhe Main Pyar Karoon
» •-Dard ki har ik hadd se ab guzar gayi hon main-•
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|